Showing posts with label Amitabh Bacchan dialogue movie wise. Show all posts
Showing posts with label Amitabh Bacchan dialogue movie wise. Show all posts

Famous Dialogues of Amitabh Bachchan



"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?" -Amar Akbar Anthony
"Yeh koylei ki khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop mein ugall deta hai." -Kaala Paththar
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi
"Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon." -Trishul
"Jisne pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya dar." -Trishul
"Jigar ka dard upar se kahin maloom hota hai (?), Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai." -Sharabi
"Muchain hon to Nathulal jaise hon, warna na hon." -Sharabi
"Govardhan seth, Samundar mein tairne waale- kuon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain." -Sharabi
"Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah, haqeeqat ki chattanon se takra kar toot jaate hain." -Deewar
"Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya
"Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah
"Bachpan se hai sar par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie
"Aaap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don
"Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris
"Tumhara naam kya hai, Basanti?" -Sholay
"Daaru peene se liver kharab ho jaatha hai." -Satte pe Satta
"Eh Caancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha hai?" -Agneepath
"Lekin woh aayee kyon nahin?" -Naseeb
"Mukhtaar Singh ka naam suna hai?" - Kaalia
"Mai aur meri tanhaai - aksar ye baatein karte hai...." -Silsila
"Mai jo bhi hoon, is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti
"Pain is my destiny and I can't avoid it." -Kaala Patthar
"Mai feke hue paise ko nahi uthatha." -Deewar
"Jo mard hota hai, use dard nahi hota." -Mard
"Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai." -Agneepath
"Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai." -Sharaabi
"Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni joyti hai, dushmanon ke liye utni hi juala. Bhoon dalo is kambaqt ko." -Sooryavansham

For more interesting Stuffs make a visit to www.glamour.raafatrola.com .

Amitabh Bachcha Dialogues


Zanjeer: Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye sidhi tahrah khade raho.

Deewar: Haan, main sign karoonga, lekin main akele sign nahin karoonga, main sabse pehle sign nahin karoonga. Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye leekh diya tha..ye.. Uske baad, us ke baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga.

Trishul: Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon.

Trishul: Aur aap, Mr R K Gupta, aap mere najayaz baap hai. Meri maa ko aap se chahe zillat aur beizzati ke siva kuch na mila ho, lekin main apni maa, usi Shanti ki taraf se aap ki saari daulat vapas lauta raha hoon. Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se jyaada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta.

Sharabi: Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho

Muqaddar Ka Sikandar: Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain.

Muqaddar Ka Sikandar: Aur waise hi, main is ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge Sikandar ne apne ilake me usey mara.

Kaalia: Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahin se shuru hoti hai.

Shahenshah: Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.

Coolie: Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saathsau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal.

Don: Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai.

Chupke Chukpe: Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota.

Namak Halal: I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairon becomes Byron because their minds are very narrow.

Shakti: Narang saab, yeh kaam koi bhi insaan akele kar sakta tha, basharte ki use bhi meri hi tarah yeh pata hona chahiye ke woh is duniya mein akela aaya hai aur akela hi jaayega, isliye agar usey kuch karna hai toh woh bhi akele hi karna hoga.

Mard: Jo mard hota hai, usey dard nahi hota.

Sholay: Ghadi ghadi drama karta hai, saala.
Tumhara naam kya hai, Basanti?

Silsila: Main aur meri tanhaai — aksar ye baatein karte hai.

Kabhi Kabhie: Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai.

Satte Pe Satta: Daaru peene se liver kharab ho jaata hai.

Agneepath: Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal.


For more interesting Stuffs make a visit to www.glamour.raafatrola.com .

Amitabh Bachchan Dialogues Movie wise


Amitabh Bachchan: Nazar utha ke dekh Gabbar. Tere sar pe maut mandalaa
rahee hai!

Namak Haram
"Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye?"Zanjeer
"Yeh pulis station hai, tumhare baap ke ghar nahi. Isi liye Sidhi tarah khade raho."

Deewaar
"Tum chahti ho mai bhi kya vahan se choop-chap nikal jata?"
"Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata."
"Haan, mai sign karoonga, lekin pehle oos aadmi ki sign le ke aao, jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle oos aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle oos aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye leekh diya thaa, Uske BAAD, oos ke baad, mere bhai, tum jo kaagaz pe kahoge oos par me sign karoonga."
"Bhagwan..."
"Maa tu khush to hai na..."
"Chaabi jebh me rakh, kamine."
"Business to aap ko karna nahin aata, sethji. Is building ke aapne 5 lakh jaada maange hote, tabh bhi mai ise le leta."
"Nahin maa, main kuchh bhi galat kaam nahin kar raha."
"Oof tumhare oosul, tumhare adarsh. Kis kaam ke hai tumhare is oosul jo ek waqt ki roti tak nahi bana sakta?"

Sholay
"Partner, ab bol hi diye ho to dekh lenge."
"Tumhara Naam kya hai, Basanti?"
"Pehli baar suna hai ye naam."
"Hum bhi to roz khatro se khelte hai."
"Jo kal hua, woh dobara nahi hoga."
"Ghadi Ghadi drama karta hai, saala."
"Aurto ko eenhone ek ghante mein sikha diya hai."
"Angrezon ke zamaane ke jailer, aur itni si ghabrahat?"Adaalat
"Ek rahen iir, ek rahen beer, ek rahen patte aur ek rahen hum."Amar_Akbar_Anthony
"Eh phool de dona ma, wahan ees ke mafak koi kadak afsar mil gaya to ooske hum yeh phool deke apun ka baap bana denga."
"Tum har wakhat ees jadiye ko apne paas kyon rakhti ho?"Don
"Tumhe maut se dar nahi lagta?"
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, namumkin hai."Trishul
"Jeesne har roj apni maa ko thoda thoda marte dekha ho, oose maut se dar nahin lagta."
"Aapne apni panch minute na de kar apne 5 lakh gumaye hai."
"Mai panch lakh ka sauda karne aya hoon, aur mere jeb me panch phooti kaudi bhi nahin hai!"
"Maa, main aa gaya hoon."

Kaala_Pathar

"My pain is my destiny and I can't avoid it."
Muqaddar Ka Sikandar
"Aur waise hi, main ees ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge, Sikandar ne apne ilake me oose mara."Kaalia
"Kallu se Kaalia ka safar shuru."Lawaaris
"Apun wo kutte ki doom hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun sidha nahin hota!"Yaraana
"Lette, lette nahi, khare hokar baat karo."
"Kacha papad, Pakka Papad."Namak Halal
"I can talk English, I can walk English, and I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow."Satte Pe Satta
"Daaru peene se liver kharab hota hai. Bahut boori cheez hai."
"Jise commander banna hai, woh sab line laga kar saamne khada ho jaye."Shakti
"Hamare desh mein kaam dhoondhana bhi ek kaam hai."
"Ois aadmi ka to bahot bada ahesaan hai. Kyon ki, oos aadmine to oos waqt meri madad ki thi, jab mere apne baap ne mooh pher liya tha."Coolie
"Iqbal nahi tha kya coolio ka maal ko apna maal samaj liya tha?"
"Tanik khidki to hataiye janaab."
"Jiske sine me dil hi nahin, oose dil ka daura kya padega?"Sharabi
"Mucche ho to Nathulal jaisi, warna na ho."
"Do aansoo ees aankh se gire, phir do oos aankh se. Phir do ees aankh se, do oos aankh se. Phir do oos aankh se, do oos aankh se. Kitne huye?...Nau lakh ke haar ke liye, Barah lakh ke Aanso? Daddy hote to kehte, Vijay tumhe business karna nahi aata?"Shahenshah
"Rishte mai to hum tumhare baap lagte hai, naam hai Shahenshah."
"hehehe.. is ki kya zaroorat hai..heheh."
"Mukhtar Singh ka naam suna hai?"
"Ye aurat kal court pe jayegi, har haal pe, har keemat pe.."
"J.K. mai is aurat ko le ke aya hoon."
"Aap dekh sakte hain hum der se kyoon aye he. Shaher mein ek bhi naaka nahin tha, ek bhi chok, gali nahin thi, jahan hum pe goliyon ki barsaat nahi hui."
"Pehle to mai app ko ek police officer ki vardi pe haath dalne ke liye geeraftar kar sakta hoon."

Agneepath
"Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, Maa ka naam, Suhasini Chauhan, Gaon Mandwa. Umar Chatiis saal, ...."
"Sala hai telephone bhi kya ajeeb cheez banayi hai? Udhar se aadmi sochta kuch hai, bolta kuch aur hai, karta kuch aur hai. Jaise tum log."
"Pagar baddhao... Pandarahaso rupiye me ghar nahin chalta, saala imaan kya chalega?"
"Main goonda nahin hai."

For more interesting Stuffs make a visit to www.glamour.raafatrola.com .